10
th
house and jobs
[ from the net ]
Hamari Kundli me Dasham tatha Karma sthan ka bahut mahatva hai.Isise hamara career-job,business career-job,business aur arthik halat tay hote hai.Dasham hai.Dasham sthan me jo graha ya rashi hai usaka manavi jivan tatha career par bada prabhav hota hai.
Dasham sthan ke liye "Purak"(Sahaykarak) chaar anya bhava bhi hai. 1) Dwitiya:-Dasham ka pancham sthan.Vidya tatha job-business tatha pardeshgaman ke liye mana jata hai. 2) Shasta sthan:-Dasham ka bhagyasthan is sthanse darja-bhagyaday etc dekha jata hai. 3) Sapatam sthan:-Dasham ka dasham sthan is sthan se business,partners/boss business,partners/boss etc ke bare me jankari di dekhi jati hai. 4) Ashtam sthan:-Dasham ka labhsthan aur fayada.Bigada hua astamsthan galat tarikese kamaya hua paisa dikhata hai. Uparke sabhi bhav tatha dasham milakar Sahaj bhav banata hai.Aur agar isi bhav me usi bhavke swami(lord) ho to Bhavishya ujawal hata hai. Ab dasham sthanme jo rashi hai ya graha hai ispar jara najar dale. Jo graha dasham dasham me hota hai hai ya jo rashi rashi dasham dasham me hoti hai vah insanpar prabhav dalate hai.
Dasham sthan me rashi aur vyaktimatva 1)Mesha:-Herdam 1)Mesha:-Herdam kam ya dhandeme naya badlav chahiye-use pasandi.Spardhako dheryase muqabala karate hai.Jimmedari pasand karate hai. 2)Vrishabh:-Managing ke liye layak,Badlav jada nahi pasand karate,Ekhi taraha ke kam me dilchaspi rakhate hai. 3)Mithun:-Chanchal,dimagi 3)Mithun:-Chanchal,dimagi kam ko pasandi. 4)Karka:-Hukumat pasand nahi karate,loknindase darate hai. 5)Simha:-Hukumat 5)Simha:-Hukumat dikhana pasand karate hai. 6)Kanya:-Seva,uttam secretary,Nirikshak,chikistsak.
7)Tula:-Mehanat ka kam jada pasand nahi,sabkuch style me hona chahiye 8)Vrishchika:-Kalpak 8)Vrishchika:-Kalpak budhhi,diplomatic,bhavan budhhi,diplomatic,bhavanaki aki parvah nahi karate,dherya karate,dherya dikhate hai.
9) Dhanu:-Business hi pasand. 10)makar:-Hisab-kitab acchhi taraha dekhate hai,sanghtanke liye yogya 11)Kumbha:-Sanshodhak,naye vichar,marketing ko pasandi,uttam pracharak
12)Meen:-Imotional,naya avhan pasand nahi karate.
Ab dasham sthan me jo graha hai usapar aur kryapar jara najar dale.
Guru:-Buddhi:-Educational field,adhyatmik field sanshodhan,Nyayadhish,Banking,Vyapar,grocery,dahrmik sanstha tatha education me sanchalak
Ravi:-Artha vyavahar:-Prashaskiya nirnay,rajkaran,man-sanman ki jagaha,Sona,factories
shukra:-Soundayakarak:-Photography,architecture,interior decorator,perfumes, Gayan-acting-dramas-nrutya,hotel business,painting,hospital
Chandra:-Jansampark:-Vishvasta,samajik,milk products tatha sambandhit karya,samunder tatha usase juda hua udyog,nursing,farmasy,general stores,silver jwelery tatha ayurved sambandhi
Harshal:-Sanshodhan,archiology,mathematics,manas shstra Neptune:-Gudh,detective,Samunder sambandhit,intution,telepathy Mangal:-Militery,police,politics,mechanical,rasayan,sahas Sahni:-law,politics,civil,government Budha:-banking,communication,reporting,account,commission,transport
[ From the net ]